FUNMASALACENTER

Relax Here with Fun and Entertainment

Tuesday, May 4, 2010

"MAA"

"MAA"

Koi toh bataye is lafz ka matlab?
Pyar,
Wafa,
Qurbani,
Mohabbat,
Parwa,
Lagan,
Sacchai,
Pakezgi,
Sakoon,
Khidmat,
Mehnat,
Dua,
Saaya,
Dost,
Humdard,
Rahnuma,
Ustad,
Be-garaz,
Masumiyat,
Ibadat,
Eman,
Jazba,
Jannat,
Yeh sab meri MAA ki khubion ki ek jhalak hai.
Warna MAA kikhubiyon toh itni hai k lafz khatam ho jayenge magar MAA ki tarif na khatam hogi.
Aap apni MAA ko khush rakho Allah pak apko khush rakhega.
Allah meri MAA ko hamensha khush rakhna.
AMEEN
 
 

Labels:

0 Comments:

Post a Comment

Subscribe to Post Comments [Atom]

<< Home